Sunday 14 November 2010

Are hoga thanedar tu from Shahenshah

Movie: Shahenshah
Singers: Kishore Kumar and Lata Mangeshkar
Song: Are hoga thanedar tu
Actors: Amitabh Bachchan, Meenakshi Sheshadri, Amrish Puri, Pran, Supriya Pathak, Prem Chopra, Rohini Hattangadi
Music Director: Amar Utpal

Are hoga thanedar tu
hoga thanedar tu, mera hai dildaar tu
vardi ka tu rob jamale, topiwale, darale karle jo hai karna
main nahi darna, main nahi darna, main nahi darna
o ja ja main nahi darna, main nahi darna, main nahi darna
hogi pakitmar tu
are hogi pakitmar tu, choron ki sardar tu
apne saare teer chala le, nazaron wale, darale karle jo hai karna
main nahi marna, main nahi marna, main nahi marna
oye main nahi marna, main nahi marna, main nahi marna

tere jaise mere aage pichhe firte hain, aisa kya
tere jaise mere aage pichhe firte hain
kitno ke dil batuye se girte hain
kaise mitti, kaise mitti, kaise mitti gagan chumegi
tu ladki deewani, itna bhi na jaani
tu ladki deewani, itna bhi na jaani
vardi ka tu rob jamale topiwale, darale karle jo hai karna
main nahi darna, main nahi darna, main nahi darna
o ja ja main nahi darna, main nahi darna, main nahi darna

chhod mujhe dhoond koi aur dilwala
chhod mujhe dhoond koi aur dilwala
teri chaabi se na khulega ye tala
phir bhi mera, phir bhi mera, phir bhi mera sajan tu banega
ye dekhenge saare, ruk ja do din pyaare
ye dekhenge saare, ruk ja do din pyaare
are apne saare teer chala le nazaron wale, darale karle jo hai karna
main nahi marna, main nahi marna, main nahi marna
oye main nahi marna, main nahi marna, main nahi marna

chaahe to laga de tu mujhe hatkadiyaan
chaahe to laga de tu mujhe hatkadiyaan
hatkadiyaan banegi shehad ki ladiya
tera mera mera, tera tera mera, milan kaise hoga
tu pital main sona, mushkil hai ye hona
tu pital main sona, mushkil hai ye hona
vardi ka tu rob jamale topiwale, darale karle jo hai karna
main nahi darna, main nahi darna, main nahi darna
o ja ja main nahi darna, main nahi darna, main nahi darna
hoga thanedar tu, mera hai dildaar tu
vardi ka tu rob jamale topiwale, darale karle jo hai karna
main nahi darna, main nahi darna, main nahi darna
oye main nahi marna, main nahi marna, main nahi marna
main nahi darna main nahi marna
main nahi darna main nahi marna

‘Are hoga thanedar tu’ is a nice track whihc belongs to the movie, Shahenshah. The movie starred Amitabh Bachchan, Meenakshi Sheshadri, Amrish Puri, Pran, Supriya Pathak, Prem Chopra, Rohini Hattangadi in lead roles. Kishore Kumar and Lata Mangeshkar are the singers of this song.


View the original article here

No comments:

Post a Comment