Saturday 20 November 2010

Meri saanson mein tu hai samaya from Kabhi Khushi Kabhi Ghum

Movie: Kabhi Khushi Kabhi Ghum
Singers: Lata Mangeshkar
Song: Meri saanson mein tu hai samaya
Actors: Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor
Music Director: Jatin-Lalit and Aadesh Srivastava

Aa……kabhi khushi gham
na juda honge hum, kabhi khushi kabhi ghum
aa….
aa….

meri saanson mein tu hai samaya
mera jeevan to hai tera saaya
meri saanson mein tu hai samaya
mera jeevan to hai tera saaya
teri pooja karoon main to har dum
yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi ghum

subh-o-shaam charnon mein, diye hum jalayein
dekhein jahan bhi dekhein, tujhko hi paayein
ho…subh-o-shaam charnon mein, diye hum jalayein
dekhein jahan bhi dekhein, tujhko hi paayein
in labon pe tera…
bas tera naam ho…
in labon pe tera, bas tera naam ho
pyaar dil se kabhi bhi na ho kam
yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi ghum
na juda honge hum, kabhi khushi kabhi ghum

yeh ghar nahi hai, mandir hai tera
is mein sada rahe, tera basera
ho…yeh ghar nahi hai, mandir hai tera
is mein sada rahe, tera basera
khushbuon se teri….
yeh mehkta rahe….
khushbuon se teri, yeh mehkta rahe
aaye jaaye bhale koi mausam
yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi ghum
na juda honge hum, kabhi khushi kabhi ghum

meri saanson mein tu hai samaya
mera jeevan to hai tera saaya
meri saanson mein tu hai samaya
mera jeevan to hai tera saaya
teri pooja karoon main to har dum
yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi ghum
na juda honge hum, kabhi khushi kabhi ghum

aa……
aa……

aa……
kabhi khushi kabhi ghum….
na juda honge hum, kabhi khushi kabhi ghum

‘Meri saanson mein tu hai samaya’ is a melodious song from the family movie, Kabhi Khushi Kabhi Ghum. The movie starred Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor in lead roles. The song is rendered by Lata Mangeshkar. Jatin-Lalit and Aadesh Srivastava are the music directors of the movie.

View the original article here

No comments:

Post a Comment