Showing posts with label Aashiq. Show all posts
Showing posts with label Aashiq. Show all posts

Sunday, 21 November 2010

Mar jaawan mit jaawan from Aashiq Banaya Aapne

Movie: Aashiq Banaya Aapne
Singers: Abhijeet Sawant and Sunidhi Chauhan
Song: Mar jaawan mit jaawan
Actors: Emraan Hashmi, Sonu Sood and Tanushree Dutta
Music Director: Himesh Reshammiya

Mar jaawan jaawan
mar jaawan jaawan

mar jaawan mit jaawan mar jaawan
mar jaawan mit jaawan mar jaawan
ishq mein dil kya jaan bhi..
naam tere kar jaawan
mar jaawan jaawan
mar jaawan mit jaawan mar jaawan
mar jaawan mit jaawan mar jaawan
ishq mein dil kya jaan bhi..
naam tere kar jaawan
mar jaawan jaawan
mar jaawan mit jaawan mar jaawan

ho….ban gaya tera main, chand mulakaton mein
tu hi samaayi hai, meri khayalaton mein
pher nighaahein na, apne deewane se
haar na maanoonga main, dil aazmaane se
teri mohabbat aur nasha..
mainu bada tadpawaan..
mar jaawan jaawan
mar jaawan mit jaawan mar jaawan
mar jaawan mit jaawan mar jaawan
ishq mein dil kya jaan bhi..
naam tere kar jaawan
mar jaawan jaawan
mar jaawan mit jaawan mar jaawan

mar jaawan….
mar jaawan mit jaawan..
rabba mere rabba mera dil dhadkaye tu
mere ishaare kyun samajh na paaye tu
teri zidd ke to aage, haari main haari main
jaan gayi yaara, teri bekraari main
sun dildara mainu to, chhun li teri hi jaawan
mar jaawan jaawan
mar jaawan mit jaawan mar jaawan
mar jaawan mit jaawan mar jaawan
ishq mein dil kya jaan bhi..
naam tere kar jaawan
mar jaawan jaawan
mar jaawan mit jaawan mar jaawan
mar jaawan mit jaawan mar jaawan

‘Mar jaawan mit jaawan’ is a melodious romantic song picturised on ’serial kisser’ Emraan Hashmi and Tanushree Dutta. The song is from the movie, Aashiq Banaya Aapne. The movie starred Emraan Hashmi, Sonu Sood and Tanushree Dutta in lead roles. Himesh Reshammiya is the music director of the movie. The song is rendered by Abhijeet Sawant and Sunidhi Chauhan.


View the original article here

Dil ke jahan mein from Aashiq Banaya Aapne

Movie: Aashiq Banaya Aapne
Singers: K.K.
Song: Dil ke jahan mein
Actors: Emraan Hashmi, Sonu Sood and Tanushree Dutta
Music Director: Himesh Reshammiya

Dil ke jahan mein..
ek aag si lagi hai..
ho…dil ke jahan mein..
ek aag si lagi hai..
main hoon tum ho ishq hai..
tishnagi hai..
dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen
dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen
dil ke jahan mein..
ek aag si lagi hai..
main hoon tum ho ishq hai..
tishnagi hai..
dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen
dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen

bayaan karoon main kaise, jahan sunaon kaise
tujhko dikhaoon kaise, dhadkan ki hulchul ko, hulchul ko
maane na kehna mera, yaara manaoon kaise
kaise sambhaloon kaise, main is dil pagal ko, pagal ko
tu mera armaan, tu meri chahat
tu mera pyaar hai….
ishq ke toofan mein..
ek aag si lagi hai..
main hoon tum ho ishq hai..
tishnagi hai..
dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen
dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen

tere haseen chehre pe, teri khuli zulfon pe
teri jhuki aankhon pe, main pal pal marta hoon, marta hoon
deewangi se zyada, dil ki lagi se zyada
is zindagi se zyada, ishq tujhse karta hoon, karta hoon
tu meri khwaaish, tu meri saansein
tu mera chain hai….
jazbo ke makaan mein..
ek aag si lagi hai..
main hoon tum ho ishq hai..
tishnagi hai..
dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen
dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen, dilnasheen

‘Dil ke jahan mein’ is a beautifully rendered song by K.K. The songs is from the movie, Aashiq Banaya Aapne. The movie starred Emraan Hashmi, Sonu Sood and Tanushree Dutta in lead roles. Himesh Reshammiya is the music director of the movie. Himesh Reshammiya is the music director of the movie.


View the original article here

Aapki kashish sarfarosh hai from Aashiq Banaya Aapne

Movie: Aashiq Banaya Aapne
Singers: Himesh Reshammiya
Song: Aapki kashish sarfarosh hai
Actors: Emraan Hashmi, Sonu Sood and Tanushree Dutta
Music Director: Himesh Reshammiya

Aapki kashish….
sarfarosh hai…
aapka nasha….
yoon madhosh hai…
kya kahein tumse jaanejaan
gum hua hosh hai, hosh hai, hosh hai
gum hua hosh hai, hosh hai
aapki kashish, sarfarosh hai
aapka nasha, yoon madhosh hai
kya kahein tumse jaanejaan
gum hua hosh hai, hosh hai
gum hua hosh hai
aapki kashish, sarfarosh hai

dooba rahoon sada, tere khayalon mein
uljha rahoon sada, tere sawalon mein
tere bina kahin, ab na karaar hai
jaanemann tujhpe to, jaan bhi nisaar hai
jaana yeh jaana yeh maine jaana
tu mera tu mera deewana
na meri khaata, na mera dosh hai
aapka nasha, yoon madhosh hai
kya kahein tumse jaanejaan
gum hua hosh hai, hosh hai
hey gum hua hosh hai

teri adaon ka, jadoo jo chal gaya
deewana main ho gaya, dil machal gaya
halka dhuan utha, mausum badal gaya
roshan hua sama, parwana jal gaya
jaagi re jaagi main soyi
teri hi yaadon mein khoyi
ab mera jahan, teri agosh hai
aapka nasha, yoon madhosh hai
kya kahein tumse jaanejaan
gum hua hosh hai, hosh hai
gum hua hosh hai
aapki kashish, sarfarosh hai
aapka nasha, yoon madhosh hai
kya kahein tumse jaanejaan
gum hua hosh hai, hosh hai
gum hua hosh hai

‘Aapki kashish sarfarosh hai’ is a romantic song from the romantic suspense thriller movie, Aashiq Banaya Aapne. The movie starred Emraan Hashmi, Sonu Sood and Tanushree Dutta in lead roles. Himesh Reshammiya is the music director of the movie. The song is also rendered by Himesh Reshammiya.


View the original article here

Dillagi mein jo beet jaaye from Aashiq Banaya Aapne

Movie: Aashiq Banaya Aapne
Singers: Sonu Nigam, Shaan, Himesh Reshammiya, Jayesh Gandhi and Vasundhara Das
Song: Dillagi mein jo beet jaaye
Actors: Emraan Hashmi, Sonu Sood and Tanushree Dutta
Music Director: Himesh Reshammiya

Dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
aashiqi aaj hai yahan hai abhi hai
hum hain toh hai mehfil yeh roshan
jo hum nahi toh phir kuch bhi nahi hai
dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
aashiqi aaj hai yahan hai abhi hai
hum hain toh hai mehfil yeh roshan
jo hum nahi toh phir kuch bhi nahi hai
dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
aashiqi aaj hai yahan hai abhi hai

Dil ne hai maana par kaise hai hain bhale hain
mohabbat ki raahon mein dil le ke chale hain
husn hai bahaar hai tera intejaar hai
aana haseena aaise door kyun khadi hai
dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
aashiqi aaj hai yahan hai abhi hai
hum hain toh hai mehfil yeh roshan
jo hum nahi toh phir kuch bhi nahi hai
dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
aashiqi aaj hai yahan hai abhi hai

bholi si hain aankhein, chehre pe hansee hai
meri toh mohabbat, mohabbat se hansee hai
ishq hain sama hai, dhadkanein jawan hain
dil hai khoya jab se ankhiyaan ladi hain
dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
aashiqi aaj hai yahan hai abhi hai
hum hain toh hai mehfil yeh roshan
jo hum nahi toh phir kuch bhi nahi hai
dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
aashiqi aaj hai yahan hai abhi hai

armaan jaage dil mein, ke jaadoo hai mehfil mein
kaise khud ko rokoon, yeh dil hai mushkil mein
josh hai armaan hai, dil mein ek toofan hai
jee lo yeh pal bas ghadi do ghadi hai
dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
aashiqi aaj hai yahan hai abhi hai
hum hain toh hai mehfil yeh roshan
jo hum nahi toh phir kuch bhi nahi hai
dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
aashiqi aaj hai yahan hai abhi hai
hum hain toh hai mehfil yeh roshan
jo hum nahi toh phir kuch bhi nahi hai
dillagi

‘Dillagi mein jo beet jaaye’ is a party song which belongs to the movie, Aashiq Banaya Aapne. The movie starred Emraan Hashmi, Sonu Sood and Tanushree Dutta in lead roles. Sonu Nigam, Shaan, Himesh Reshammiya, Jayesh Gandhi and Vasundhara Das are the singers of this song.


View the original article here

Saturday, 20 November 2010

Aashiq banaya aapne from Aashiq Banaya Aapne

Movie: Aashiq Banaya Aapne
Singers: Himesh Reshammiya and Shreya Ghoshal
Song: Aashiq banaya aapne
Actors: Emraan Hashmi, Sonu Sood and Tanushree Dutta
Music Director: Himesh Reshammiya

Aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
tere bina sooni sooni hain baahein
tere bin pyaasi pyaasi nighahein
tere bin bin asar meri aahein, tere bin
tere bina sooni sooni hain baahein
tere bin pyaasi pyaasi nighahein
tere bin bin asar meri aahein, tere bin
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
tere bina lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaye
tere bin chain mujhko na aaye, tere bin
tere bina lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaye
tere bin chain mujhko na aaye, tere bin

meri nighaahon mein tera chehra rawaan ha
gehre hain armaan, jaanejaan pagal samaan hai
meri nighaahon mein tera chehra rawaan ha
gehre hain armaan, jaanejaan pagal samaan hai
ho…apne daayare se main to chootne lagi hoon
tere baazuon main aake tootne lagi hoon
apne daayare se main to chootne lagi hoon
tere baazuon main aake tootne lagi hoon
tere bin jeena nahin hai gawara
tere bin dil ka nahin hai guzara
tere bin kaun apna sahara, tere bin
ho….aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne

bechainiyon ka faaslon ka silsila hai
dard-e-jigar ka, yeh sabab humko mila hai
bechainiyon ka faaslon ka silsila hai
dard-e-jigar ka, yeh sabab humko mila hai
haan…betaabiyon ne humko choor kar diya hai
paas aane pe majboor kar diya hai
betaabiyon ne humko choor kar diya hai
paas aane pe majboor kar diya hai
tere bin raat katti nahin hai
tere bin pyaas mitti nahin hai
tere bin doori ghatti nahin hai, tere bin
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
tere bina sooni sooni hain baahein
tere bin pyaasi pyaasi nighahein
tere bin bin asar meri aahein, tere bin
tere bina lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaye
tere bin chain mujhko na aaye, tere bin

‘Aashiq banaya aapne’ is a die hard song picturised on Emraan Hashmi and Tanushree Dutta. The song is from the movie, Aashiq Banaya Aapne. The movie starred Emraan Hashmi, Sonu Sood and Tanushree Dutta in lead roles. Himesh Reshammiya and Shreya Ghoshal are the singers of this song.


View the original article here