Showing posts with label Chanda. Show all posts
Showing posts with label Chanda. Show all posts

Friday, 19 November 2010

Ghoonghte mein chanda hai from Koyla

Movie: Koyla
Singers: Udit Narayan
Song: Ghoonghte mein chanda hai
Actors: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever
Music Director: Rajesh Roshan

Ghoonghte mein chanda hai, phir bhi hai faila, chaaron aur ujala
ghoonghte mein chanda hai, phir bhi hai faila, chaaron aur ujala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
ghoonghte mein chanda hai, phir bhi hai faila, chaaron aur ujala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
are hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala

aaj sundarta dulhan bani hai, koi kismat ka kitna dhani hai
aaj sundarta dulhan bani hai, koi kismat ka kitna dhani hai
munh dikhlaaye ki khatir, dil kya jaan bhi hai haazir
munh dikhlaaye ki khatir, dil kya jaan bhi hai haazir
badalon ko moor dekhe, chand ko chakor dekhe, tujhko naseebon wala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
hey hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
ghoonghte mein chanda hai, phir bhi hai faila, chaaron aur ujala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
are hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala

paas tu door tak hai nazaare, mil rahe hain dilon ko sahare
paas tu door tak hai nazaare, mil rahe hain dilon ko sahare
le ke baharein tu aayi, door hui hai tanhayi
le ke baharein tu aayi, door hui hai tanhayi
ghar ko sanwaar dega, dil ko karaar dega, roop ye tera nirala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
hey hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
ghoonghte mein chanda hai, phir bhi hai faila, chaaron aur ujala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
are hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala

‘Ghoonghte mein chanda hai’ is a nice track from the Shahrukh Khan and Madhuri Dixit starrer romantic action thriller movie, Koyla. The movie was directed by Rakesh Roshan. The movie starred Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever in lead roles. The songs is rendered by Udit Narayan.


View the original article here

Monday, 15 November 2010

Chanda mama so gaye from Munna Bhai M.B.B.S.

Movie: Munna Bhai M.B.B.S.
Singers: Shaan
Song: Chanda mama so gaye
Actors: Sanjay Dutt, Arshad Warsi, Jimmy Shergill, Sunil Dutt, Gracy Singh and Boman Irani
Lyricist: Anvita Dutt Guptan
Music Director: Anu Malik

Chanda mama so gaye, suraj chachu jaage
dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhaage

chanda mama so gaye, suraj chachu jaage
dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhaage
ek kahani, khatam to dooji, shuru ho gayi mamu
subah ho gayi mamu, mamu, manu
subah ho gayi mamu, mamu, re mamu
chanda mama so gaye, suraj chachu jaage
dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhaage

chanda mama so gaye, suraj chachu jaage

kitne sikke jode, sabko yeh chinta hai
jeevan hai ek bank, pal pal ko ginta hai
kitne sikke jode, sabko yeh chinta hai
jeevan hai ek bank, pal pal ko ginta hai
dekho apne, pyaar ki saving, jama ho gayi mamu
subah ho gayi mamu, mamu, mamu
subah ho gayi mamu, mamu, re mamu

kaise hanste jaayein, jab koi rota hai
kisi ka dil jo tode, kaise vo sota hai
kaise hanste jaayein, jab koi rota hai
kisi ka dil jo tode, kaise vo sota hai
aa main tere aansoon ponchhu, are rumaal de na mamu
subah ho gayi mamu, mamu, mamu
subah ho gayi mamu, mamu, re mamu
chanda mama so gaye, suraj chachu jaage
d d dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhaage

chanda mama so gaye, suraj chachu jaage
dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhaage
ek kahani, khatam to dooji, shuru ho gayi mamu
subah ho gayi mamu, mamu, manu
subah ho gayi mamu, mamu, re mamu

‘Chanda mama so gaye’ is excellently rendered by famous playback singer, Shaan. The song is from the Rajkumar Hirani directed comedy movie, Munna Bhai M.B.B.S. The movie starred Sanjay Dutt, Arshad Warsi, Jimmy Shergill, Sunil Dutt, Gracy Singh and Boman Irani in lead roles. Anu Malik is the music director of the movie.


View the original article here