Showing posts with label Kabhi. Show all posts
Showing posts with label Kabhi. Show all posts

Saturday, 20 November 2010

Bole choodiyaan bole kangana from Kabhi Khushi Kabhi Ghum

Movie: Kabhi Khushi Kabhi Ghum
Singers: Kavita Subramaniam, Alka Yagnik, Sonu Nigam, Udit Narayan and Amit Kumar
Song: Bole choodiyaan bole kangana
Actors: Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor
Music Director: Jatin-Lalit and Aadesh Srivastava

Bole choodiyaan, bole kangana
haaye main ho gayi, teri saajna
tere bin jiyo naiyo lagda, main te mar gayiaan
le ja le ja, dil le je le ja
le ja le ja, soniye le ja le ja
le ja le ja, dil le je le ja
le ja le ja, soniye le ja le ja
aa……..
bole choodiyaan, bole kangana
haaye main ho gayi, teri saajna
bole choodiyaan, bole kangana
haaye main ho gayi, teri saajna
tere bin jiyo naiyo lagda, main te mar gayiaan
le ja le ja, soniye le ja le ja
dil le ja le ja ho….
bole choodiyaan, bole kangana
haaye main ho gaya, tera saajna
tere bin jiyo naiyo lagda, main te mar jaawan
le ja le ja, soniye le ja le ja
dil le ja le ja ho….

haaye haaye main mar jawaan mar jawaan tere bin
ab to meri raatein kat ti taare gin gin
bas tujhko pukara kare, meri bindiya ishara kare
hoye….lashkara lashkara teri bindiya ka lashkara
aise chamke jaise chamke chaand ke paas sitara
ho……
meri payal bulaaye tujhe, jo roothe manaye tujhe
o sajan ji, haan sajan ji
kuch socho, kuch samjho meri baat ko
bole choodiyaan, bole kangana
haaye main ho gaya, tera saajna
tere bin jiyo naiyo lagda, main te mar jaawan
le ja le ja, soniye le ja le ja
dil le ja le ja ho….

apni maang suhagan ho, sang hamesha saajan ho
aake meri duniya mein wapas na jaana
sehra baandh ke maahi, tu mere ghar aana
oye soni kitti soni aaj tu lagdi ve
bas mere saath yeh jodi teri sajdi ve
roop aisa suhana tera, chaand bhi hai deewana tera
ja re ja o jhoote teri gallan hum na maane
kyun taarife karta hai tu, hum to sab kuch jaane
ho…….
mere dil ki dua yeh kahe, teri jodi salamat rahe
o sajan ji haan sajan ji
yoon hi beete sara jeevan saath mein

bole choodiyaan, bole kangana
haaye main ho gaya, tera saajna
tere bin jiyo naiyo lagda, main te mar gayiaan
le ja le ja, soniye le ja le ja
dil le ja le ja ho….
le ja le ja, soniye le ja le ja
dil le ja le ja ho….
aaja heeriya, ho ja ja ranjhana
ho aaja heeriya, ho ja ja ranjhana
le ja le ja, dil le je le ja
le ja le ja, soniye le ja le ja
le ja le ja, dil le je le ja
le ja le ja, soniye le ja le ja
aa……..

‘Bole choodiyaan bole kangana’ is a nice melodious track which belongs to the Karan Johar directed family movie, Kabhi Khushi Kabhi Ghum. The movie starred Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor in lead roles. The song is rendered by Kavita Subramaniam, Alka Yagnik, Sonu Nigam, Udit Narayan and Amit Kumar.

View the original article here

Meri saanson mein tu hai samaya from Kabhi Khushi Kabhi Ghum

Movie: Kabhi Khushi Kabhi Ghum
Singers: Lata Mangeshkar
Song: Meri saanson mein tu hai samaya
Actors: Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor
Music Director: Jatin-Lalit and Aadesh Srivastava

Aa……kabhi khushi gham
na juda honge hum, kabhi khushi kabhi ghum
aa….
aa….

meri saanson mein tu hai samaya
mera jeevan to hai tera saaya
meri saanson mein tu hai samaya
mera jeevan to hai tera saaya
teri pooja karoon main to har dum
yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi ghum

subh-o-shaam charnon mein, diye hum jalayein
dekhein jahan bhi dekhein, tujhko hi paayein
ho…subh-o-shaam charnon mein, diye hum jalayein
dekhein jahan bhi dekhein, tujhko hi paayein
in labon pe tera…
bas tera naam ho…
in labon pe tera, bas tera naam ho
pyaar dil se kabhi bhi na ho kam
yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi ghum
na juda honge hum, kabhi khushi kabhi ghum

yeh ghar nahi hai, mandir hai tera
is mein sada rahe, tera basera
ho…yeh ghar nahi hai, mandir hai tera
is mein sada rahe, tera basera
khushbuon se teri….
yeh mehkta rahe….
khushbuon se teri, yeh mehkta rahe
aaye jaaye bhale koi mausam
yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi ghum
na juda honge hum, kabhi khushi kabhi ghum

meri saanson mein tu hai samaya
mera jeevan to hai tera saaya
meri saanson mein tu hai samaya
mera jeevan to hai tera saaya
teri pooja karoon main to har dum
yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi ghum
na juda honge hum, kabhi khushi kabhi ghum

aa……
aa……

aa……
kabhi khushi kabhi ghum….
na juda honge hum, kabhi khushi kabhi ghum

‘Meri saanson mein tu hai samaya’ is a melodious song from the family movie, Kabhi Khushi Kabhi Ghum. The movie starred Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor in lead roles. The song is rendered by Lata Mangeshkar. Jatin-Lalit and Aadesh Srivastava are the music directors of the movie.

View the original article here

Banno ki saheli from Kabhi Khushi Kabhi Ghum

Movie: Kabhi Khushi Kabhi Ghum
Singers: Udit Narayan and Alka Yagnik
Song: Banno ki saheli
Actors: Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor
Music Director: Jatin-Lalit and Aadesh Srivastava

Banno, ki mehndi kya kehna
banno, ka joda kya kehna
banno, lage hai phoolon ka gehna
banno, ki aankhein kajrari
banno, lage sab se pyaari
banno, pe jaoon main waari waari
ho…..
banno ki saheli, resham ki dori
chhup chhup ke sharmaaye, dekhe chori chori
banno ki saheli, resham ki dori
chhup chhup ke sharmaaye, dekhe chori chori
yeh maane ya na maane main to ispe mar gaya
yeh ladki haaye allah, haaye haaye re allah
yeh ladki haaye allah, haaye haaye re allah

babul ki galiyaan, na chhad ke jaana
paagal deewana, isko samjhana
babul ki galiyaan, na chhad ke jaana
paagal deewana, isko samjhana
dekho ji dekho yeh to mere peechhe pad gaya
yeh ladka haaye allah, haaye haaye re allah
yeh ladka haaye allah, haaye haaye re allah

lab kahe na kahe, bolti hai nazar
pyaar nahi chhupta, yaar chhupaane se
pyaar nahi chhupta, yaar chhupaane se
haan…roop ghoonghat mein ho, to suhana lage
baat nahi banti, yaar bataane se
yeh dil ki baatein dil hi jaane ya jaane khuda
yeh ladki haaye allah, haaye haaye re allah
yeh ladka haaye allah, haaye haaye re allah

sajna….
aa….aa…..

maangne se kabhi, haath milta nahi
jodiyaan banti hain, pehle se sab ki
jodiyaan banti hain, pehle se sab ki
ho…leke baaraat ghar, tere aaoonga main
meri nahi yeh to, marzi hai rab ki
are jaa re jaa yeh jhoothi moothi baatein na bana
yeh ladka haaye allah, haaye haaye re allah
yeh ladka haaye allah, haaye haaye re allah

banno ki saheli, resham ki dori
chhup chhup ke sharmaaye, dekhe chori chori
babul ki galiyaan, na chhad ke jaana
paagal deewana, isko samjhana
yeh maane ya na maane main to ispe mar gaya
yeh ladki….
yeh ladki haaye allah, haaye haaye re allah
yeh ladka haaye allah, haaye haaye re allah
hey…yeh ladki haaye allah, haaye haaye re allah
yeh ladka haaye allah, haaye haaye re allah

‘Banno ki saheli’ is a melodious song picturised on two famous bollywood stars, Shahrukh Khan and Kajol. The song is from the movie, Kabhi Khushi Kabhi Ghum. The movie starred Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor in lead roles. The song is rendered by Udit Narayan and Alka Yagnik.

View the original article here

Say shava shava from Kabhi Khushi Kabhi Ghum

Movie: Kabhi Khushi Kabhi Ghum
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan, Sudesh Bhosle, Aadesh Shrivastava, Sunidhi Chauhan and Amitabh Bachchan
Song: Say shava shava
Actors: Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor
Music Director: Jatin-Lalit and Aadesh Srivastava

Say shava shava, say shava shava
say shava shava, say shava shava

roop hai tera sona, sona
soni teri payal, payal
hey, roop hai tera sona sona, soni teri payal
chhan chhana chhan aise chhanke, kar de sabko ghayal
keh raha aankhon ka kajal, ishq mein jeena marna yeah
say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
say shava shava maahiya, say shava shava yeah

roop hai mera sona, sona
soni meri payal, payal
roop hai mera sona sona, soni meri payal
chhan chhana chhan aise chhanke, kar de sabko ghayal
hey keh raha aankhon ka kajal, ishq mein jeena marna everybody
say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
say shava shava maahiya, say shava shava

maahiya ve aaja maahi, maahiya ve aaja
maahiya ve aaja maahi, maahiya ve aaja
maahiya ve aaja maahi, maahiya ve aaja
maahiya ve aaja maahi, maahiya ve aaja

say shava

aaja gori nachle, haye shava
nachle ve nachle, haye shava
are, aaja gori nachle, haye shava
hey, nachle ve nachle, haye shava
aa……
dekha tenu pehli pehli baar ve
hone laga dil beqaraar ve
rabba mainu ki ho gaya
dil jaaniye, haaye mainu ki ho gaya
sunke teri baatein sone yaar ve
maahi mainu tere naal pyaar ve
haaye main mar jaawan
dil jaaniye, haaye main mar jaawan
say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
ve shava shava bhangra, ve shava shava

haaye o balle balle
haaye o balle balle
haaye o balle balle
haaye o balle balle
ae le…
haye shava
haye shava
haye shava
haye shava

hmmmm…
in kadmon mein saansein waar de
rab se zyaada tujhe pyaar de
rab mainu maaf kare
rabba khairiya, haaye mainu maaf kare
tum to meri jind meri jaan ve
meri tu zameen hai aasmaan ve
tujh bin main ki karaan
rabba khairiya, haaye ve main ki karaan
aa……

say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
say shava shava maahiya, say shava shava yeah

hey, roop hai tera sona sona, soni teri payal
chhan chhana chhan aise chhanke, kar de sabko ghayal
keh raha aankhon ka kajal, ishq mein jeena marna come on
say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
say shava shava maahiya, say shava shava

say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
ve shava shava bhangra, ve shava shava bhangra
say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
ve shava shava bhangra, ve shava shava bhangra

‘Say shava shava’ is a nice dancing track which belongs to the Karan Johar directed family movie, Kabhi Khushi Kabhi Ghum. The movie starred Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor in lead roles. Jatin-Lalit and Aadesh Srivastava are the music directors of the movie.

View the original article here

Friday, 19 November 2010

Deewana hai dekho from Kabhi Khushi Kabhi Ghum

Movie: Kabhi Khushi Kabhi Ghum
Singers: Alka Yagnik and Sonu Nigam
Song: Deewana hai dekho
Actors: Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor
Music Director: Jatin-Lalit and Aadesh Srivastava

Kaun hai yeh, jisne dubara mudke mujhe nahin dekha..
who is he?
oh my gosh..

deewana hai dekho beqaraar woh
sambhaalo sambhaalo, na pyaar ho
hey deewana hai dekho beqaraar woh
sambhaalo sambhaalo, na pyaar ho
apna banake dekho dil na chura le woh
aisa kyun lage hai, bolo na
jhoom chik chik jhoom, tum bolo hai woh kaun jo
baar baar yeh dil khota hai dekh ke usko
jhoom chik chik jhoom, tum bolo hai woh kaun jo
baar baar yeh dil khota hai dekh ke usko

we are cool like that, we are hip like that
groove like that, we will like that
hey we are like that

whatever

pehli baar dekha hai aisa, ajnabi na ajnabi ke jaisa
pehli baar dekha hai aisa, ajnabi na ajnabi ke jaisa

duniya mein doston ki vaise, kami nahin hai yaar
hota hai phir bhi na jaane kyun dil beqaraar
haaye re haaye, kya hua na jaane kyun
dhadke hai dil baar baar
begaana hai dekho thoda yaar woh
haan sambhaalo sambhaalo, na pyaar ho
apna banake dekho dil na chura le woh
aisa kyun lage hai, bolo na
jhoom chik chik jhoom, tum bolo hai woh kaun jo
baar baar yeh dil khota hai dekh ke usko
jhoom chik chik jhoom, tum bolo hai woh kaun jo
baar baar yeh dil khota hai dekh ke usko

attitude haan..
what does he think of himself
just go tell him who i am

hmm…aankhon mein doob jaane ko, hum beqaraar baithe hain
ek pal mein sab lutaane ko, uspe hi yaar baithe hai
uspe hi yaar baithe hain…
barson se ek chehra dil mein rehta hai jo yaar
shayad kahin usko hai hamara intezaar
haaye re haaye, kya kahe jab dekhe woh
bhar ke aankhon mein pyaar..
deewani hai dekho beqaraar woh
sambhaalo sambhaalo, na pyaar ho
apna banake dekho dil na chura le woh
aisa kyun lage hai, bolo na
jhoom chik chik jhoom, tum bolo hai woh kaun jo
baar baar yeh dil khota hai dekh ke usko
jhoom chik chik jhoom, tum bolo hai woh kaun jo
baar baar yeh dil khota hai dekh ke usko
come on come on come on, come tell us, tell us who you are
who are you
come on come on come on, come tell us, tell us who you are
who are you

‘Deewana hai dekho’ is a nice track which belongs to the Karan Johar directed family movie, Kabhi Khushi Kabhi Ghum. The movie starred Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan and Kareena Kapoor in lead roles. The song is rendered by Alka Yagnik and Sonu Nigam.

View the original article here