Showing posts with label Koyla. Show all posts
Showing posts with label Koyla. Show all posts

Friday, 19 November 2010

Ghoonghte mein chanda hai from Koyla

Movie: Koyla
Singers: Udit Narayan
Song: Ghoonghte mein chanda hai
Actors: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever
Music Director: Rajesh Roshan

Ghoonghte mein chanda hai, phir bhi hai faila, chaaron aur ujala
ghoonghte mein chanda hai, phir bhi hai faila, chaaron aur ujala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
ghoonghte mein chanda hai, phir bhi hai faila, chaaron aur ujala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
are hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala

aaj sundarta dulhan bani hai, koi kismat ka kitna dhani hai
aaj sundarta dulhan bani hai, koi kismat ka kitna dhani hai
munh dikhlaaye ki khatir, dil kya jaan bhi hai haazir
munh dikhlaaye ki khatir, dil kya jaan bhi hai haazir
badalon ko moor dekhe, chand ko chakor dekhe, tujhko naseebon wala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
hey hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
ghoonghte mein chanda hai, phir bhi hai faila, chaaron aur ujala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
are hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala

paas tu door tak hai nazaare, mil rahe hain dilon ko sahare
paas tu door tak hai nazaare, mil rahe hain dilon ko sahare
le ke baharein tu aayi, door hui hai tanhayi
le ke baharein tu aayi, door hui hai tanhayi
ghar ko sanwaar dega, dil ko karaar dega, roop ye tera nirala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
hey hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
ghoonghte mein chanda hai, phir bhi hai faila, chaaron aur ujala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
are hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala
hosh na kho de kahin, josh mein dekhne wala

‘Ghoonghte mein chanda hai’ is a nice track from the Shahrukh Khan and Madhuri Dixit starrer romantic action thriller movie, Koyla. The movie was directed by Rakesh Roshan. The movie starred Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever in lead roles. The songs is rendered by Udit Narayan.


View the original article here

Dekha tujhe to ho gayi from Koyla

Movie: Koyla
Singers: Alka Yagnik and Kumar Sanu
Song: Dekha tujhe to ho gayi
Actors: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever
Music Director: Rajesh Roshan

Dekha tujhe to, ho gayi deewani
paa loon tujhe to, mar naa jaoon kahin
dekha tujhe to, ho gayi deewani
paa loon tujhe to, mar naa jaoon kahin
tere sang jeene ko aaya
tan mann apna dene laaya
hmmm…
dekha tujhe to, jeene lage hum
paa lein tujhe to, na ho marne ka gum
dekha tujhe to, ho gayi deewani
paa loon tujhe to, mar naa jaoon kahin

khush naseebi se mujhe, pyaar itna mil gaya
aaj aanchal hi mera, mujhko kam lagne laga
ho…
khush naseebi se mujhe, pyaar itna mil gaya
aaj aanchal hi mera, mujhko kam lagne laga
maangne tera haath main aaya
dene saara jeevan laaya
hmmm…
dekha tujhe to, haan jeene lage hum
paa lein tujhe to, na ho marne ka gum

chahna na chahna, kiske bas ki baat hai
dil ka aa jaana kisi par, kismaton ke haath hai
ho….
chahna na chahna, kiske bas ki baat hai
dil ka aa jaana kisi par, kismaton ke haath hai
pehla pyaar ko mit te na dekha
yeh to hai patthar ki rekha
hmmm…
dekha tujhe to, ho gayi deewani
paa loon tujhe to, mar naa jaoon kahin
tere sang jeene ko aaya
tan mann apna dene laaya
hmmm…
dekha tujhe to, jeene lage hum
paa lein tujhe to, na ho marne ka gum

‘Dekha tujhe to ho gayi’ is a romantic song beautifully rendered by Alka Yagnik and Kumar Sanu. The song belongs to the romantic action thriller movie, Koyla. The movie starred Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever in lead roles.


View the original article here

Tanhayi tanhayi tanhayi from Koyla

Movie: Koyla
Singers: Alka Yagnik and Udit Narayan
Song: Tanhayi tanhayi tanhayi
Actors: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever
Music Director: Rajesh Roshan

Hmmm….

Tanhayi tanhayi tanhayi, dono ko paas le aayi
tanhayi tanhayi tanhayi, dono ko paas le aayi
pyaar mein beh gaye do dil, mauj yeh kaisi aayi
tanhayi tanhayi tanhayi, dono ko paas le aayi
pyaar mein beh gaye do dil, mauj yeh kaisi aayi

aaj hawaon ne bansi bajayi, bin kahe dil ki baat batayi
aaj hawaon ne bansi bajayi, bin kahe dil ki baat batayi
le doobi mere pagal man ko, tere pyaar ki ye gehrayi
hmmm….
tanhayi tanhayi tanhayi, dono ko paas le aayi
pyaar mein beh gaye do dil, mauj yeh kaisi aayi

dard ka tere ehsaas raha hai, tera ehsaas mere paas raha hai
dard ka tere ehsaas raha hai, tera ehsaas mere paas raha hai
ek tujhe bas meri lagan thi, baat ye der se samajh mein hai aayi
tanhayi tanhayi tanhayi, dono ko paas le aayi
pyaar mein beh gaye do dil, mauj yeh kaisi aayi
tanhayi tanhayi tanhayi, dono ko paas le aayi
pyaar mein beh gaye do dil, mauj yeh kaisi aayi

‘Tanhayi tanhayi tanhayi’ belongs to the romantic action thriller movie, Koyla directed by Rakesh Roshan. The movie starred Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever in lead roles. The music of the film was given by Rajesh Roshan. The song is rendered by Alka Yagnik and Udit Narayan.


View the original article here

Saanson ki maala pe from Koyla

Movie: Koyla
Singers: Kavita Krishnamurthy
Song: Saanson ki maala pe
Actors: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever
Music Director: Rajesh Roshan

Saanson ki maala pe…
saanson ki maala pe, simroon main pi ka naam
saanson ki maala pe, simroon main pi ka naam
prem ke path pe chalte chalte, ho gayi main badnaam….
saanson ki maala pe, simroon main pi ka naam
saanson ki maala pe, simroon main pi ka naam
prem ke path pe chalte chalte, ho gayi main badnaam….
saanson ki maala pe, simroon main pi ka naam

jeevan ka singaar hai pritam, maang ka hai sindoor
maang ka hai sindoor..
jeevan ka singaar hai pritam, maang ka hai sindoor
maang ka hai sindoor..
pritam ki nazron se gir ke, jeena hai kis kaam
saanson ki maala pe, simroon main pi ka naam
saanson ki maala pe, simroon main pi ka naam
prem ke path pe chalte chalte, ho gayi main badnaam….
saanson ki maala pe, simroon main pi ka naam

dhaanp liya palkon mein tujhko, band kar liye nain
band kar liye nain..
dhaanp liya palkon mein tujhko, band kar liye nain
band kar liye nain..
tu mujhko main tujhko dekhoon, gairon ka kya kaam
saanson ki maala pe…
saanson ki maala pe, simroon main pi ka naam
prem ke path pe chalte chalte, ho gayi main badnaam….
saanson ki maala pe, simroon main pi ka naam
saanson ki maala pe, simroon main pi ka naam

‘Saanson ki maala pe’ belongs to the romantic action thriller movie, Koyla which was directed by ace movie director, Rakesh Roshan. The movie starred Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever in lead roles. Kavita Krishnamurthy is the singer of this song.


View the original article here

Thursday, 18 November 2010

Badan juda hote hain from Koyla

Movie: Koyla
Singers: Kumar Sanu and Preeti Singh
Song: Badan juda hote hain
Actors: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever
Music Director: Rajesh Roshan

Badan juda hote hain….
dil to, juda nahin hote…
kaise, juda karenge….
log, khuda nahin hote…
pyaar ke aage, parbat kya hai
ambar bhi jhukta hai, pyaar nahi rukta hai
ambar bhi jhukta hai, pyaar nahi rukta hai

pyaar ke aage, parbat kya hai
ambar bhi jhukta hai, pyaar nahi rukta hai
ambar bhi jhukta hai, pyaar nahi rukta hai
pyaar nahi rukta hai

pyaar masiha sab se bada hai
laakh dawa ki ek dawa hai
poori hokar hi rehti hai
poori hokar hi rehti hai
pahunche khuda tak yeh voh dua hai

badan juda hote hain….
dil to, juda nahin hote…
kaise, juda karenge….
log, khuda nahin hote…
pyaar ke aage, parbat kya hai
ambar bhi jhukta hai, pyaar nahi rukta hai
ambar bhi jhukta hai, pyaar nahi rukta hai
pyaar nahi rukta hai

rehke paawan jagah pe bhi yeh
pyaar to paawan nahi rehta hai
kichad waale ganga jal ko
kichad waale ganga jal ko
jag ganga jal hi kehta hai
badan juda hote hain….
dil to, juda nahin hote…
kaise, juda karenge….
log, khuda nahin hote…
pyaar ke aage, parbat kya hai
ambar bhi jhukta hai, pyaar nahi rukta hai
ambar bhi jhukta hai, pyaar nahi rukta hai
pyaar nahi rukta hai
pyaar nahi rukta hai
ho pyaar nahi rukta hai

‘Badan juda hote hain’ is a slow song which belongs to the romantic action thriller movie, Koyla. The movie was directed by Rakesh Roshan. The movie starred Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever in lead roles. The songs is rendered by Kumar Sanu and Preeti Singh.


View the original article here

Bhang ke nashe mein from Koyla

Movie: Koyla
Singers: Alka Yagnik
Song: Bhang ke nashe mein
Actors: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever
Music Director: Rajesh Roshan

Bhang ke nashe mein ek ho gaye hum
bum chik bum bhole bum chik bum bum
bum chik bum bhole bum bum bum

bhang ke nashe mein ek ho gaye hum
bum chik bum bhole bum chik bum bum
bum chik bum bhole bum bum bum

aage aage hum peeche reh gaye hum
bum chik bum bhole bum chik bum bum
bum chik bum bhole bum bum bum
chalo kare sab ki hum naak mein dum
bhang ke nashe mein ek ho gaye hum
bum chik bum bhole bum chik bum bum
bum chik bum bhole bum bum bum
aage aage hum peeche reh gaye hum
bum chik bum bhole bum chik bum bum
bum chik bum bhole bum bum bum
chalo kare sab ki hum naak mein dum
bhang ke nashe mein ek ho gaye hum
bum chik bum bhole bum chik bum bum
bum chik bum bhole bum bum bum

chal pade hum to masti mein
shor hai saari basti mein
char pal khushiyon ke logon
aur kya rakha hansti mein
chal pade hum to masti mein
shor hai saari basti mein
char pal khushiyon ke logon
aur kya rakha hansti mein
beh chale mauj mein aaj hum
bhang ke nashe mein ek ho gaye hum
bum chik bum bhole bum chik bum bum
bum chik bum bhole bum bum bum
aage aage hum peeche reh gaye hum
bum chik bum bhole bum chik bum bum
bum chik bum bhole bum bum bum

aasmaan sar pe uthayenge
naach ke sab ko nachenge
rok na paayega koi
hanse to hanste hi jaayenge
aasmaan sar pe uthayenge
naach ke sab ko nachenge
rok na paayega koi
hanse to hanste hi jaayenge
hungama hoga na aaj kam
bhang ke nashe mein ek ho gaye hum
bum chik bum bhole bum chik bum bum
bum chik bum bhole bum bum bum
aage aage hum peeche reh gaye hum
bum chik bum bhole bum chik bum bum
bum chik bum bhole bum bum bum
chalo kare sab ki hum naak mein dum
bhang ke nashe mein ek ho gaye hum
bum chik bum bhole bum chik bum bum
bum chik bum bhole bum bum bum
bum chik bhole bhole bum bum bhole
bum chik bhole bhole bum bum bhole
bum chik bhole bhole bum bum bhole
bum chik bhole bhole bum bum bhole

‘Bhang ke nashe mein’ belongs to the romantic action thriller movie, Koyla directed by Rakesh Roshan. The movie starred Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Salim Ghuse, Mohnish Behl, Ashok Saraf and Johnny Lever in lead roles. The songs is rendered by none other than famous female playback singer, Alka Yagnik.


View the original article here